NICE SMS

Posted on at


Main gum tha ksi guman mein 

Sukon dhoondta tha is jahan mein 

Jo khue ko dhoonda jahan mein 

Mila apna aap QURAN mein 

Main neend mein tha k khwab mein

Jaga dia kitab ne 

main phirne laga dar-badar 

Na jane kia hoga mera hashar

Kaha RAB ne, Na tu itna darr

Khula hai ab bhi Tauba ka dar

Jhuka de aa k apna sir

Aur paa le jannat mein apna ghar....

(~SubhanAllah~)


TAGS:


About the author

160