Yaar Naa Miley

Posted on at



  • Khabar nahi thi Jo khwab main hai

  • Wo khawab mein bhi na mil saky ga


  • Khabar nahi thi kisi bhi rutt mein bhi

  • Ye phool dil ka na khil saky ga


  • Wo unkahi thi k na rasai

  • Jo qurbaton ka na aya mosam

  • Wo unkahi thi k na rasai

  • Jo qurbaton ka na aya mosam


  • Ye mein ne socha kabhi nahi tha

  • K sochne ki saza mily gi


  • Muhabbaton ki prayi, baarishon mein

  • Bheegne ki saza mily gi


  • Badal gya hai qareeb aa k

  • Khwahishon mein nahaya mausam


  • Wo ankahi thi, k na rasaai

  • Jo qurbaton ka na aya mausam


  • Badal gya hai qareeb aa k

  • Khwahishon mein na aya mausam


  • Wo ankahi thi, k na rasaai

  • Jo qurbaton ka na aya mausam !!!



About the author

160