Itna Bhukha Hun Sahab..!! Dhoka Bhi Khaa Leta Hun

Posted on at


Ye ajeeb hai muhabbat, ke zamana janta hai
N mein us ki manta hun, n wo meri manta hai

Koi jaa ke us se puche use kaya mila bichhad kar
Mein bhi khaak chhanta hun, wo bhi khaak chhanta hai


TAGS:


About the author

160