Sehra ki tarah dair se pyasa tha woh shayad, Baadal ki tarah toot ke barsa tha woh ek shakhs.
Sehra ki tarah dair se pyasa tha woh shayad,Baadal ki tarah toot ke barsa tha woh ek shakhs.…
Sehra ki tarah dair se pyasa tha woh shayad,Baadal ki tarah toot ke barsa tha woh ek shakhs.…
Shayazed woh bhi koi harf-e wafa dhoondh raha tha,Chehron ko bade gaur se padhta tha woh ek shakhs.…
Gum sum hua aawaz ka dariya tha woh ek shakhs,Patthar bhi nahi ab woh sitara tha jo ek shakhs.…
Main hijrat kar toh lun chaman se MohsinPar parindon se meri yaari hai ab tak.. !!…
Abhi pichhle dino jo hum pe guzri,Usi rutt ka nasha taari hai ab tak.…
Akeli chandni raaton mein dil ko,Sulag uthne ki beemaari hai ab tak.…
Khyal-e zabt aur tark-e talluq,Yehi patthar bahut bhaari hai ab tak.…
Wohi raaton ki bedaari hai ab tak,Tamanna ka safar jaari hai ab tak.…
Main chup rahun kabhi bewajah hans padu Mohsinusey ganwa ke ajab housle talaash karun. !!…
Mere Wazood se shayad mile suraag tera,kabhi main khud ko tere waaste talaash karun.…