1 Baar langer takseem ho raha tha

Posted on at


1 Baar langer takseem ho raha tha...

 

1 Shakhs ny 2 admiyon ka khana manga

 

Jb us se swaal kya giya k 2 admiyon ka khana Q ?

 

To us ny kaha 1 mery liey aur 1 us shakhs k liey jo kony main betha sukhi roti pani main dabo kar kha raha hai .....


 Is par usay jawab mila usi ka dia to hum takseem kar rahy hain... us shaks nay pocha kon hain wo ?

 

Jawab mila: wo hamary khaleefa  Hazrat Abu Bakar Saddiq (R.A) hain....Aisy hoty hain Hukamaran..

TAGS:


160