Gazal!!

Posted on at


Zakhmon se gosha_e_dil weeran saja liya,


Hum ne khizan mai jashn_e_baharan saja liya,


Surij si chal chal k bayaban ki dhoop ny,


Ek be_kafan darkht ka saya chura liya,


 


 


Barbadiyon ki raat,meri be_basi to dekh!


Girte howy makaan ne mera aasra liya,


Yaron ka zikar kiya k Wafa ki talash mai,


Hum na to dushmanon ko b dil mai basa liya,


 


Aahat suni hawa ki to Mohsin ne khuf se!


Jalta howa diya teh_daman chupa


liya..!!



About the author

Abdul-wasal

I live in Pk & study in 11 class.... :p

Subscribe 0
160