GHAZAL

Posted on at


Arman e deedar e yar.

dil ko qabar bana kar jaty to acha tha.

armano ko is mein dafan kar jaty to acha tha.

judai ki saza bari taklif daiti hay.

mujhe diwaron mein chupa kar jaty to acha tha.

tumhare baad in hasraton ka kya ho ga.

inhen kafan pehna kar jaty to acha tha.

yun rota choor kar na jaty mujh ko.

mere dil ko behla kar jaty to acha tha.

teri khatir choor sakta tha zamane ko .pto 2



About the author

mahar-shab

innocent boy

Subscribe 0
160