kabhi kabhi

Posted on at


kabhi kabhi bazahir do lafz hain lakin in k darmiyan goya sadion ka fasla hay,pehlay kabhi aur doosray kabhi k darmiyan najanay kitni hasratain hain,aarzooyen hain,anjanay khoof hain,man ki muradain hain,chahay janay ki khawahishain hain,milne aur mil k bichane ki kahaniyan hain,naassoda khawahishain hain,aas aur yass ki band talay hain,ummed aur naummedi ka aik darya hay,kuchlay huye arman hain,khamooshi aur udasi ka mosam hay,takmmel ki aarzoo aur chahay janay ki khawahish hay,kamyabi aur nakamion k tazkray hain,gharz kehne ko ye do lafz hain lakin aik mukamal kahani



About the author

160