Naam uska likh kar mita raha thi mai

Posted on at


Naam uska likh kar mita raha thi mai
Dil ko apne yun bahla ra tha mai

Na thi jisko mere pyar ki kadar ae dosto,
Ittefaq se usi ko chah rahi thi mai

Usi diye ne jala diya mere hatho ko,
Jisko hawa se bacha rahi thi mai

Jee bhar ke rote hain to karaar milta hain,
Es jaha mein kahan sab ko pyar milta hai,

Zindagi guzar jati hai imtihano k daur se,
Ek zakhm bhrta hai to dusra taiyar milta h..


TAGS:


About the author

160