kheyale pareshan

Posted on at


hay guys i m here after seeing so much admires of bitlanders happy to be here the only way to earn free from scames blah blah its true yah its true 

happy happy and happy

yeh mera bitlands par pehla blog hai purjosh hun 

kahan se shuru karun keya likun 

insan bhi keya cheez hai phool ko pasand karta hai or kante se nafrat karta hai halan ki 2non aik hi tehni per hote hain jo hamen yeh batate hain k har insan mein khamiyan bhi hoti hain aor khubiyan bhi

To phir kiyun insan chand khamiyon ki wajha se aik insan ki zaat ki achaiyan bhool jate hain

Aik pode ko insan se zeya ehmiyat dete hain q ki phool torrte waqt kana lag jaye to insan pure pode hi ko jarr se ukhar kar phaink nehin deta balki barre ehteat se un kanton ko apne daman se door hatata hai 

k kahin use ya pode ko zak na pohnche yehi muamla insan k sath q?

ham uske wajud ki khamiyon ko daikhte huwe use apni zindgi se nikal bahir phainkte hain.?????

Q uske dil ko lafzon k kachoke laga laga kar torr dalte hain dil ka kam pure insani jism ki abyari karna hai agar wohi toot geya to insan to murjhaye ga hi jese pode ko agar pani ki tarseel munasib tor par na mile to wo sookh jata hai.........



About the author

160