Life in USA /canada urdu

Posted on at


Zindagi USA ke

ajj main app sub bahi dostoon or bahnoo ko yeh bataney jaa raha hoon k zindagi kia hai .

bhot sa loog perdass ke zindagi ko pata nai kia sumajtey hain .

mugger yeh sub ko nahi pata kia hota kia hai on k sath jub ik baar wo appna sub kuch choor k aah jatey hain .

sub sa pahley tu sub yeh sumaj rahey hotey hain k ik baar wo usa main ga tu bass un ke zindagi bun jayee ge

mugger ahsa kuch be nai hai . un ko appna maah baap os bahaan bahi or wife sub kuch choor k aana parta hai . jo k sub sa baree Qurbaani hai . or os k baad wo pata nai kia kuch paper balnay partey hain on ko.pahley tu visa he nahi melta phir jahsey kahsey wo kar he latey hain .phir wo soch rahey hotey hain k jayee tu wo jayee kis k pass rahna kis pas hai . nokaare kis k pass karni hai . kuch b pata hai hota .

jub pahla kadaam he wo raktey hian pardais main parshaani start .

ab kon aye ga muja layna jiss ko bola thaa wo tu ayaa he nai . ab main kider jaoon . phir calls kar k ager koye ah b jata hai . bass ik waqaat ka kahna kahla k os phir kise hotal main rafa dafa kar deya jata hai .

ab suba hoti hai phir pata nahi kider jaoon kis sa baat karoon kon help karay ga . kahna kider sa kahoon na pata hai kia kah sukta hoon kia nahi . phir intazaar k koye friend aye help karay .

job koye ALLAH ka banda ah he jata hai wo be tung hota hai . k yaar is insaan ka main kia karoon .

appni zindagi bhoot masroof hai . ab help help help he chayee har ik sec ke help . kion neya mulaq neya sub kuch .or pata kuch be nahi hai. gharr chayea rent pe job chayea ,car chayea , phone chayea sub kuch tu start karna hai shuru sa .

part 1 abee jaare hai ...........



About the author

tauqeer-ali

I am Muslim and proud to be . Believe on One and Only Allah who created haven and earth and whatever is in between.

Subscribe 0
160