waiting...

Posted on at


Itna aitbaar to apni dhadkano par bhi humne na kiya,
Jitna aapki baaton par karte hai,
Itna intezaar to apni saanso ka bhi na kiya,
Jitna aapke milne ka karte hai


Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malal,
Gham ka khzana jo isko besumar mila hai,
Wo khushnasib hai jinhe mehboob mil gaya,
Main khushnasib hun mujhe Intezar mila hai

 


TAGS:


About the author

160