J

Posted on at


Wo is andaz ki mhbt mjse chahta hai
Mare hr khawab pr apni hakumat chahta hai

Wo kehta hai mai us ki zrurat ban chuki hun
To goya wo mjhe hsb e zrurat chahta hai...

Ali Shah...


160